Singer | Gulzaar chhaniwala |
Music | Gulzaar chhaniwala |
LYRICS | Gulzaar chhaniwala |
FARMER SONG LYRICS
Bharat maa ke 2 bete
Ek border pe ek khetan mein
Bharat maa ke 2 bete
Ek border pe ek khetan mein
Ek ke modde 47 sai
Dooja hal jote sai retan mein
Re tanne Ram ameeran aale
Bangle dikhe na
Mera maati mein bhi upjeya dhan
Tanne choos liya
Ho jaa re doob ke mar
Sarkar chalawan aale re
Ek phoota dhoond pariwar
Te manas khons liya
Ho jaa re doob ke mar
Sarkar chalawan aale re
Ek phoota dhoond pariwar
Te manas khons liya
Khaan ne re daana chahiye
Pehran ne baana chahiye
Koyi koneya soche
Zamidaar ke bhi aana chahiye
Khan ne re dana chahiye
Pehran ne baana chahiye
Koyi koneya soche
Zamidaar ke bhi aana chahiye
Re gharan beti rowe
Bhej de collage babu manne
Tere kehan te sai manne 12’vi mein
Kar top liya haye
Ho jaa re doob ke mar
Sarkar chalawan aale re
Ek phoota dhoond pariwar
Te maanas khons liya
Sab vote maang ke chale gaye
Mera karza maaf kareya kise nahi
Anndev ke leede paate re
Kyun baaki devta ise nahi
Anndev ke leede paate re
Kyun baaki devta ise nahi
Re meri 10 aali sabzi bhi mehangi laagdi
Aur tu mall’an mein khilauna ke hazar de jaga
Re manne saari saal modda todya 10 mile na
Re kuchh gaa ke geet lakhon Gulzaar le jayega
Re manne saari saal modda todya 10 mile na
Re kuchh gaa ke geet lakhon Gulzaar le jayega
Re sahukar sai kade gaal majburi samjhe na
Re manne tardi izzat dekh ghetua mos liya
Re beshak jai jawan jai kisan
Sath mein kehve sai duniya
Par fauji bhai mere halaat tere jise koneya
Teri to saheedi pe medal to aa jaa sai
Re mere kafan ke bhi paise koneya
Mere kafan ke bhi paise koneya
0 Comments